*Raj. Census 2011:
Sarvadhik Sakshar: Kota(77.48), Jaipur(76.44)
Sabse kam Sakshar: Jalore(38.73).
Max. Women Saksharta: Kota.
Women: Jhunjhunu
*Max. Jansankhya Ghanatya: Jaipur-598.
Min. Ghanatya: Jaisalmer-17.
Max. Linganupat: Dungarpur-990.
Min. -Dholpur-845.
**New Chief Film Certification Tribunal-Lalit Bhasin
*Alok Kumar wins Asian Billiards title
*IPL Chairman-Chirau Amin
*PRESIDENT
#UGC-SUKHDEV THORAT
#CBSE-VINIT JOSHI
#UPSC-D.P.AGARWAL
#NCERT-KRISHAN KUMAR
#IGNOU-V.N.RAJSHEKHRAN
#AICTE-R.A.YADAV
#NBT-NUJRAT HASA
*VITAMINS
*A=Retinol
*B=Thayamin
*B2=Raibo flobin
*B6=Piridoxin
*C=Ascorbic acid
*D=Calsiferol
*E=Tokoferol
*K=Filloquenon
*Sthapna Year(19**)
>Raj.Sangit Sansthan-50
>Raj. Lalit Kala Academy-57
>Ravindra Manch-63
>Jaipur Kathak Kendra-78
>Jawahar Kala Kendra-93
*Raj. ka loha Purush-Damodar Vyas,
Monkey Man-Jankilal Bhand,
Water Man-Rajendra Singh,
Camel Man-Ashok Tank,
Tiger Man-Kailash Sankhla,
*National Highway:
NH-1:New Delhi-Amritsar
2: Delhi-Kolkata
3:Agra-Mumbai
4:Thane-Belgaun
5:Kolkata-Chennai
NH-7 is the longest highway of India
*Parliament
>Japan-Diet
>Nepal-Panchayt
>Poland-sejam
>Spain-crotas
>Grees-vauly
>Afganistn-shora
>Iceland-althing
>Malasia-majlis
>Norway-sto
*Nuclear Power Stations:
>Tarapur - Maharastra
>Kakrapara - Gujarat
>Rawatbhata - Kota, Rajasthan
>Kaiga - Karnataka
>Kalpakkam - Tamil Nadu
*Biggest Countries (In Population)
1.China
2.India
3.United States
4.Indonesia
5.Brazil
6.Pakistan
7.Bangladesh
8.Russia
9.Nigeria
10.Japan
*Biggest Countries (In Area)
1.Russia
2.Canada
3.United States
4.China
5.Brazil
6.Australia
7.India
8.Argentina
9.Kazakhstan
*Khanwa War-Babar & Rana Sanga(1527).
Samel(Jaitaran) War-SherShah Suri & Maldeo(1544).
Haldighati War-Akbar & Rana Pratap(1576).
(1st name-winner).
*Chittor War-Alludin Khilji & Ratan Singh(1303).
Sarangpur War- Kumbha & Mahmood Khilji(1437).
Khatoli War- Rana Sanga & Ibrahim Lodi(1518).
*Tarain I-War- Prithviraj Chouhan & Mohd. Gauri(1191).
Tarain II-War-M.Gauri & P.Chouhan(1192).
Ranthambhor War-Allaudin Khilji & Hamir Chouhan(1301)
*Mukhyalaya-
Redcross- Jeneva.
WHO- Jeneva.
G-77- Jeneva.
G-15- Jeneva.
Vishv Vyapar Sangthan- Jeneva.
Vishv Shram Sngthn-Jeneva.
*First Rajasthani who won-
PadamVibhusan- Janki Devi Bajaj.
PadamBhusan- Kanwarsen.
Padamshree- Ratan Shastri.
*
29/03/2011
Raj. ka loha Purush-Damodar Vyas,
Monkey Man-Jankilal Bhand,
Water Man-Rajendra Singh,
Camel Man-Ashok Tank,
Tiger Man-Kailash Sankhla,
Speed Gun ka use sabse pahale Tennis game mein kiya.
UP ka rajkiya bird-Saras.
"Dancingh Girl" Mijoram ka Rajkiya flower h.
Kendriya mantri rahate hue Padam Prize pane wale first Mantri- Pranav Mukharji.
Raj. mein max. varshik varsha ki vishamta BARMER mein.
Rock Phospate, Tungsten, Gypsum k utpadan mein Raj., India mein First.
Raj.Diwas 30 March ko.
Aaga Khan Cup HOCKEY se related hai.
Transformer Anyonya Preran k siddhant par karya karta h.
Swej Nahar Bhumadhya Sagar, Lal Sagar ko jodti hai.
2001 Census k anusar max. jansankhya ghanatva wale state:
1-West Bengal, 2-Bihar, 3-Keral, 4-UP,5-Punjab.
Sikkim ki sima Nepal,Bhutan,China se touch
Jamu & Kashmir k Chief Minister ka karyakal 6 year ka hota hai.
India k first Satalite ARYABHAT ka prakshepan 19 April 75 ko Russia k Cosmodrom se
.
Swami Dayanand ne Arya samaj ka mukhyalaya LAHORE mein sthapit kiya.
India ki sabse badi fish WHALE SHARK hai.
India & Pak k beech I,II war-1965,71.
Dhundad rajya ki sthapana "Dulherao" ne ki thi.
Sahayak nadiyan: Luni nadi ki Jawai, Mahi ki Soam, Sabarmati ki Wakal, Kalisindh ki Parwan hai.
Nagaur "Methi" utpadan k liye famous h.(RAS-07)
Raj. 19-Rajwadon & Rajyon k akikaran se bana.(RAS98)
Raj. mein Bhoori mitti- Arawali k dono taraf
Swatantrata k adhikar ki guarantee Sanvidhan k anuched 19 mein h.
6 Mughal samrat:
Babar, Humayu, Akbar, Jahangir, Shahjahan, Aurangjeb
India prakartik Rubber & Resham ka second bada upbhokta desh h.
2010 k Fifa World Cup mein istemal Ball ka naam Jabulani tha.
Tell ur frnd:CHOUHANGK
Anuvrat Andolan ke pravartak- Acharya Tulsi
Swami Vivekanand Raj. ke Khetri (Jhunjhunu) ke shashak Ajeet Singh ke yahan aaye the.
*Padam Vibhusan pane wale first Indian Cricketer- CK Naidu
Solar Planet Mercury (Budh) par taap bhinnata sabse jyada hai.
Coal India ki Sthapana-1975
*Bangladesh ka rastriya gaan "Aamar Sonar Bangla" kisne likha? -Ravindra Nath Tagore
India ki total paidawar me Varsha sinchit khetra ka yogdan 45%.
*Raj. ka sabse bada mela-Pushkar (Ajmer)
Raj. me Sikhon, Jain, Muslim ka sabse bada mela- Sahawa (Churu), Mahavir Mela(Karoli), Khwaja Saheb Urs-Ajmer
*Dr. S.Radhakrishnan ko Rastrapati ban ne se pahale Bharat Ratan mil chuka tha.
Greenland & America ke beech thandi jaldhara- Cold Wall
*Marathi Sahitya ka janak- Gyaneshwar
World ka sabse bada Share Bazar- Bombay Stock Exchange
India mein Adrak ka sarvadhik utpadan Keral mein.
*Kaunsa abhilekh Maharana Kumbha k lekhan ko batata hai?(RAS08) -Kirti Stambh Prasasti(1460)
Raj mein South se pravesh karne wali nadi?-Mahi & Chambal
*Brahm Sampradai ki sthapana kisne ki?
"Dadu"
International hockey matches mein 400 goal karne ka record kiske naam hai?
"Dhyanchand"
*Lucknow ka bada Imambada kisne banwaya?
"Asafaudaulla"
Samudra ke andar first time cabinet ki baithak karne wala desh?
"Maldeev"
*Raj. mein Jaisalmer me sabse ant mein Sun ast hota h.
Sun ki kirno ka tirchapan SriGanganagar me max.
Raj. mein Jaste ki khan Jawar(Udaipur) mein h.
*"Satyamev Jayate", Mundak Upanishad se liya gaya hai.
The Great Victoria Desert, Australia mein hai.
World Wildlife Fund(WWF) ka logo Panda hai.
*Vande Mataram, Congress ke 1896 ke session mein first time gaya gaya.
Vikramaditya, Chandragupta II ko kaha jata tha.
Plasi War 1757 mein hua.
*Jodhpur ke nikat Osiyan ke Mandir kisne banyae- Pratihar Shashak
Soam-Kamla-Amba sinchai pariyojana "Dungarpur" mein hai.
84 Khambo ki Chhatri-Bundi
*Ashes Cricket Pratiyogita ke pratidwandi kaun hai? -Australia, England
Babar ki mrityu kahan hui- Agra
GP Koirala 5 baar Nepal k PrimeMinister rahe.
*Kis Sanvidhan Sanshodhan se Sampati ke Adhikar ko Mool Adhikar se hata liya gaya?- "44 th"
Swatantra India ke first Vidhi Mantri? -"Dr. BR Ambedkar"
*British Sansad ka sadasya ban ne wale first Indian- Dada Bhai Naroji
Keral mein first time Gair Congress Sarkar bani.
Sovit Sangh ka Vightan 1999 me
*Kis akshansh par varshik tapantar minimum hota hai- Bhumadhya Rekha (RAS99)
Sanvidhan mein hamare desh ka ulekh kin namon se hua hai- Bharat & India.
*Cairn Energy ka mukhyalaya kahan hai- Scotland
Mewar Shashak jisne Achalgarh Kile ki maramat karwai- Maharana Kumbha
Panchana bandh mitti se bana ha
*Vallabh Bhai ko Sardar ki upadhi Mahatma Gandhi ne di.
Raj. ki sabse chhoti Antarrajya sima Punjab se lagti h.
Corigendum:Dungarpur Prajamandal-1944
*Madhosagar Bandh Dausa mein hai.
Second Grade Exame Schedule from 30 April to 5 May
-frm Raj. Samanya Gyan DVD, India,World Current VCD
*Raj. mein Maru Vikas Karyakram 1977-78 mein prarambh(RAS-08).
Raj. mein Camel k bimar hone par Pabuji ko pujte h.
Luni Nadi Kutch k Rann me girti h.
*18 March1965,ko Russia k Aleksei Leonov, first time space mein 12 min chale.
TOP Languages:
1-Mandarian, 2-English, 3-Hindi, 4-Spanish, 5-Russian.
*Chanakya ka dusra naam -"Vishnugupt"
Vitt Ayog(Finance Comm.) "5" varsh k liye apoint hota h.
Inter. Committee of the Redcross ko 3 baar nobel mila.
*Arab Sagar ki Rani kise kahate hai- Kochi.
India mein 1838 mein sthapit first political organisation -Zamindary Association
WHO is located in Geneva
*"The Red Cross" ki sthapana kisne ki?- Jean Heneri Durant
Light Year (Prakash Varsh) kiski unit hai? -Distance (Doori)
Land of Cakes- Scotland
*Raj. ka kaunsa vraksh "Jungle ki Jwala" ke naam se jana jata hai?- Palas(RAS08)
Dungarpur Prajamandal ki sthapana kisne ki?- Bhogi Lal Pandya 1946
*Australia ki khoj kisne ki?
"James Cook"
New York City ka purana naam?
"New Amsterdam"
*Angrejon se sandhi karne wala Raj. ka first Rajya kaun?
"Kota"
World ka kitna Jal Sansadhan India ke Paas?
"4%"
*Indraprasth Industrial Area kaha sthapit hai? (RAS-99)
"Kota"
Raj. mein "Bhavai" Natya(Dance) ke janamdata kaun the?
"Bagha Ji"
*British sashan mein India ki Summer Capital kaunsi thi?
"Shimla"
Samudra mein sabse jyada pani le jane wali nadi-"Amazon"
Biggest Island:Greenland
*World mein sabse jyada Coffee utpadak: Brazil,
Country of Copper: Zambia,
Japan ka naam: Nippon,
World ka oldest known city: Damascus
*Longest River in World: Nile,
Longest Highway in World: Trans-Canada (About 8000 KM),
Highest Mountain: Mount Everest,
Biggest Desert: Sahara.
*India mein Animal Welfare Board ka mukhyalaya kahan hai?
"Chennai, 19 March 1962 ko Sthapit"
Australia ke paas world ka sabse jyada Uranium hai.
*Gandhiji ne India mein Pahali baar satyagrah Bihar ke kis sthan se prarmbh kiya?
"Champaran (1917)"
India mein "Project Tiger" 1973 mein prarambh.
*Aravali Parvatmala ki second uncha sikhar kaunsa hai?
"Ser"
"Soochna ka Adhikar" abhiyan kisne chalaya?
"Aruna Roy"
*Sabse badi Jheel:
Area: Caspian Sagar,Eurasia
Gahari(Deep): Baikal Jheel,Siberia
Meethe Pani ki: Supreior, North America
Khare Pani ki: Van,Turkey
*Bhutan mein Purushon (Male) ki Rastriya Dress ko kya kahate hain?
"Gho"
Asia ka first DNA Bank kahan sthapit kiya gaya hai?
"Lucknow"
*Rastriya Film Sangrahalaya kahan hai?
"Pune"
India mein first Radio Bulletin kab prasarit hua?
"23 July 1927"
Godana "Bihar" ki lokkala hai...
*Khyber ka Darra kis desh mein hai?
"Pakistan"
*Desh ka sabse pahala UID number Maharastra ke Nandurbar district ke Tenbhali village ki Adivasi Mahila "Ranjana Sonawane" ko diya gaya.
*HeeraKund Bandh kaunsi nadi par nirmit hai?
"Mahanadi"
Jharkhand ki sthapana kis varsh hui?
"2000"
Barmer ke Kawas mein baad kab aayi?
"2006"
*Bhawan & Nirmata
Alai Darwaja,Delhi- Allaudin Khilji
Buland Darwaja,Fatehpur Sikari- Akbar
Moti Masjid,Agra- Shahjhan
Moti Masjid,Delhi- Aurangjeb
*Protein ke pachan mein sahayak enzyme kaunsa hai?
"Trypsin"
Football player Maradona kis desh ka hai?
"Argentina"
*Rajasthan ka Gandhi "Gokul Bhai Bhatt" & Gandhiji ka Panchwa Putra (Son) "Jamnalal Bajaj" ko kahate hain.
Luni Nadi "Kachh ke Ran" mein girti hai..
*Rajasthan ka sarvadhik Van (Forest) regioin kin district mein hai?
"Udaipur & Rajsamand"
Badi Teej kab manate hai?
"Bhadra Krishna Tritiya"
*World ka sabse Busy samudri rasta? (MPPSC-09)
"Northern Atlantic Mahasagar"
Buddha ka ankan kiske sikkon (Coins) par hua?
"Kanisk"
*Aurangzeb ne East India Company ke kis Governor ko bharat se nikala?
"John Child"
Five Points Someone ke writer?
"Chetan Bhagat"
*Cricket ka first world cup kab hua?
"1975"
Rastriya Avaas Bank kiska niyantrit upkram h?
"Reserve Bank of India"
No Tobacco Day 31 May ko manate h
*Alzheimer rog mein sharir ka kaunsa ang prabhavit hota hai? (RAS03)
"Mastisk"
Puri mein Konark ke Surya Mandir ke nirmata? (RAS99)
"Narsimha- I".
*Subhash Chandra Bose ne Swaraj & Saheed naam kin dweep ko diya tha?
"Andman & Nicobar"
The Art of Cricket ke writer kaun hai?
"Don Bradmen"
*Kath ka Rain Basera (Mahal) kahan hai?
"Jhalawar"
*Pd Jasraj ka sambandh kis Gharane se hai?
"Mewati Gharana"
Beneshwar ka mela "Magh" mein lagta hai.
*Ruthi rani kise kaha jata hai?
"Manawati Umade"
Tejaji ki Ghodi ka kya naam tha?
"Lilan"
*Copenhegun & Kankun sammelan "Jalyau pariwartan" se related hai.
Sonia Gandhi- -Sabse lambe samay tak Congress Adhyaksh
*Tribhuvangarh- Tawangarh
Garhbithali/ Raj. ka Jibraltar- Taragarh
Mayurdhwaj- Meharangarh
*Rajasthan mein Bhari paani (D2O) ka nirman kahan hota hai?
"Rawatbhata"
*Rajasthan mein Galicha Prashikshan Kendra kaun sanchalit karta hai?
"RAJSICO"
*Babar and Rana Sanga ke beech Khanwa(Bharatpur) ka yudh kab hua?
"1527"
*Ghushmeshwar Mela- Shivad
Tejaji Mela- Parbatsar
Banganga Mela- Bairath
Kapil Muni Mela- Kolayat
Badsah Mela- Beawar
*PATWAAR-11 SPL
Tungsten, Ghiya Pathhar, Marble, Gypsum, Rock Phospate khanijon ke utpadan mein Rajasthan ka India mein FIRST sthan hai.
*National Stock Exchange kahan hai?
Mumbai"
ICC Cricket World Cup-11 Final kahan khela jayega?
Mumbai"
India ki Arthik Rajdhani kaunsi ha?
Mumbai"
*International Court (Nyayalaya) ka head quarter kahan hai?
"The Heague"
Mieka ka utpadan mein world mein India ka sthan kaun sa hai?
"First"
*Cellular phone mein kaun si tarangon ka istemal hota hai?
"Microwave"
Subhash Chandra Bose se purv INA ka Commander kaun tha?
"Captain Mohan Singh"
*PATWAR-11 SPECIAL:
Shekhawati ka famous dance -"Gindar"
Raj. mein white cement ka utpadan kahan -"Gotan"
Raj. ki KubbarPatti kahan- "Nagour-Ajmer"
*PATWAR SPECIAL:
Bikaner ke Rathoran ri Khyat ke writer -"Dayaldas"
Madho Sagar Bandh kahan hai -"Dausa"
Walar dance kis se related hai-"Garasiya".
*Earth,Sun ka chakkar kitne days mein pura karti hai?-365.25
World ka sabse bada island?-Greenland
India ke flag ka design kisne kiya-Pingly Vekaiyya
*Union Public Service Commission ke sadasya ko hatane ka adhikar kise hai?
"President"
Chandigarh ke Rock Garden ka nirman kisne kiya?
"Nek Chand"
*Rajasthan ka first Chouhan rajya kaunsa tha? (RAS93)
"Ajmer"
Congress ki first mahila president kaun thi?
"Mrs. Annie Besant"
*"Bharat ka Nepolian" kise kaha jata hai?
"Samudragupt"
Base Rate- Wo rate of interest hai jis se kam par bank kisi ko loan nahi de sakte.
*Nariyal utpadan mein India ka world mein kaunsa sthan hai?
"3"
Budget prastut karne wale Swatantra India ke first Vitt Mantri?
"Shanmugam Shetty"
*Asian Development Bank ka mukhyalya kahan hai?
"Manila"
Indira Gandhi Paryawaran Prize ki suruwat kab hui?
"1987"
*"Zoological Survey of India" ka mukhyalya kahan hai?
"Kolkata"
Bull Fighting kis desh ka rastriya khel hai?
"Spain"
*Hadappa kis nadi ke kinare sthit hai?
"Ravi"
Panchayat Raj sanvidhan ke kis anuched ke antargat prarambh hua?
"40"
*Rajasthan ka Menchestar kaunsa district kahalata hai?
"Bhilwara"
Manmohan Singh kaunse rajya se Rajya Sabha ke sadasya hai?
"Asaam"
*India ki sabse prachin parwat srankhala kaunsi hai?
"Aravali"
Raj. ke gramin vishoni sampraday ke lok devta kaun hai?
"Janbhoji"
*Shivaji ke adhyatmik guru "Ramdas" the.
Agra ki sthapana "Sikandar Shah" ne 1506 mein ki.
India mein Dugdh(Milk) utpadan mein U.P. first hai.
*India ka Dugdh(Milk) utpadan mein world mein "First" sthan hai.
Eggs ke utpadan mein India ka world mein "Third" sthan hai.
*Ahmedabad Textile Labour Association ki sthapana (1918) kisne ki?
"Mahatma Gandhi"
Lucknow kis nadi ke kinare sthit hai?
"Gomati"
*Subroto Cup kis khel se related hai?
"Football"
India Wins Freedom book ke writer kaun hai?
"Maulana Abdul Kalam Azad"
*Raj. mein Patrakarita ka Bhishm Pitamah kise kaha jata hai?(RAS-99)
"Pd. Jhabarmal Sharma"
India k First Governor General kaun the?
Waren Hesting
*Jaliyawala Baag hatyakand ki janch k liye British Govt ne kaunsa commission banaya?
"Hunter Commission"
Suil nadi pariyojana kaha hai?
Himachal P
*Humayu ke makbare ka nirman kisne karwaya?
"Haji Begum"
'Straight from the Heart" book kis player ne likhi hai?
"Kapil Dev"
*Rome ka pratham shashak kaun tha?(RAS95)
"Numitor"
USSR kaunse year mein Russia bana?(RAS03)
"1991"
Ajrakh Print k liye prasidh hai-
"Barmer"
*Madhyakalin Raj. ke kis shasak ko Abhinav Bhartacharya kaha jata hai?
"Maharana Kumbha"
Brazil ne sabhi 19 World Cup Football mein bhag liya hai.
*Bhumadhya Rekha (Equator) par sthit desh kaunse hai? (UPPSC10)
"Colombia, Brazil, Equador"
Frank Worrel Trophy kis khel se related hai?
"Cricket"
*World ki sabse badi Taja Pani ki jheel kaunsi hai?(RAS-93)
"Lake Superior"
Kaila Devi ka Mela kahan ayojit hota hai? (RAS-98)
"Karoli"
*World ki sabse badi Taja Pani ki jheel kaunsi hai?(RAS-93)
"Lake Superior"
Kaila Devi ka Mela kahan ayojit hota hai? (RAS-98)
"Karoli"
*South Asian Association for Regional Co-operation (SAARC)Estd-1985 Capital-Kathmandu.
*Mughalon ki Darbari Bhasa "Pharasi" thi
Chittor ka Vijay Stambh "Maharana Kumbha" ne banwaya
Raj. mein Sahariya Janjati ka niwas "Baran" mein ha
*Bharat ke sabse lambe samay tak Chief Minister kaun rahe?
"Jyoti Basu (West Bengal)"
Sanvidhan ka kaunsa bhag Chunawon se related hai?
"Bhag-XV"
*1-Kapas utpadan mein bharat ka kaunsa sthan hai?
"Third"
2-Rovers Cup kis khel se related hai?
"Football"
*India ki sabse badi Antardesiya Lavania ardrabhoomi kis state mein hai (IAS-09)?
"Rajasthan"
*Bajra utpadan mein Rajasthan ka desh mein kaunsa sthan hai?
"First"
*Mewar Prajamandal ke sansthapak kaun hai?
"Manikya Lal Verma"
Raj. mein Tyre&Tube ka sabse bada karkhana(JK Tyre) kahan hai?
"Kankroli(Rajsamand)
*One Day Cricket mein double century lagane wale first batsman?
"Sachin Tendulkar"
South Pole pe pahunchne wali first indian woman?
"Rina Kaushal"
*Delhi ki saltnat ke Tuglak Vansh ka last shashak kaun tha?
"Nasiruddin Mahmud"
Golden Globe Award jitne wale first indian kaun hai?
"A.R.Rahman"
*Raj. mein Anusuchit Jati(SC) ki first mahila loksabha member Sushila Bangaroo (Jalore) & Anusuchit Janjati(ST) ki Usha Devi Meena (Sawai Madhopur) hai
*Mandoo ka Mahal kis state mein hai?
"Madhya Pradesh"
BADHAI kis specific region ka lok nratya hai?
"Bundelkhand"
*Pratyek nagrik ko BroadBand ki suvidha do kanooni adhikar dene wala first country kaunsa hai?
"Finland"
*Udaipur ka Eklingji ka mandir kisne banwaya?
"Bappa Rawal"
Rajasthan mein Chhapan ka Maidan kis nadi ke besin mein sthit hai?
"Mahi Nadi"
*India ki yatra karne wale first Chienese rastradhyaksh kaun the?
"Jiang Xiamen"
Shivaji ke shashankal mein kaunsi lipi prachalan mein thi?
"Modi"
*World ki sabse badi University kaunsi hai?
"IGNOU"
World mein sabse adhik bhubhag par DHAAN ki kheti karne wala desh kaunsa hai?
"India"
*First Benazir Bhutoo Prize kise mila?
"Aang Saan Su Ki"
Nautanki kis state ka pramukh lok nratya hai?
"Uttar Pradesh"
*India ki aur se Cricket ke tino format mein Century lagane wale first batsman?
"Suresh Raina"
India Gate ka old name?
"All India War Memorial"
*India mein Solar energy ke liye 2022 tak kya lakshya rakha gaya hai?
"20,000 MW"
Single TimeZone wala Asia ka sabse bada desh kaunsa hai?
"China"
* 17-February-2011
World mein Mango sabse jyada kahan hote hain?
"India'