*"Bharat ka Nepolian" kise kaha jata hai?
"Samudragupt"
Base Rate- Wo rate of interest hai jis se kam par bank kisi ko loan nahi de sakte.
*Nariyal utpadan mein India ka world mein kaunsa sthan hai?
"3"
Budget prastut karne wale Swatantra India ke first Vitt Mantri?
"Shanmugam Shetty"
*Asian Development Bank ka mukhyalya kahan hai?
"Manila"
Indira Gandhi Paryawaran Prize ki suruwat kab hui?
"1987"
*"Zoological Survey of India" ka mukhyalya kahan hai?
"Kolkata"
Bull Fighting kis desh ka rastriya khel hai?
"Spain"
*Hadappa kis nadi ke kinare sthit hai?
"Ravi"
Panchayat Raj sanvidhan ke kis anuched ke antargat prarambh hua?
"40"
*Rajasthan ka Menchestar kaunsa district kahalata hai?
"Bhilwara"
Manmohan Singh kaunse rajya se Rajya Sabha ke sadasya hai?
"Asaam"
*India ki sabse prachin parwat srankhala kaunsi hai?
"Aravali"
Raj. ke gramin vishoni sampraday ke lok devta kaun hai?
"Janbhoji"
*Shivaji ke adhyatmik guru "Ramdas" the.
Agra ki sthapana "Sikandar Shah" ne 1506 mein ki.
India mein Dugdh(Milk) utpadan mein U.P. first hai.
*India ka Dugdh(Milk) utpadan mein world mein "First" sthan hai.
Eggs ke utpadan mein India ka world mein "Third" sthan hai.
*Ahmedabad Textile Labour Association ki sthapana (1918) kisne ki?
"Mahatma Gandhi"
Lucknow kis nadi ke kinare sthit hai?
"Gomati"
*Subroto Cup kis khel se related hai?
"Football"
India Wins Freedom book ke writer kaun hai?
"Maulana Abdul Kalam Azad"
*Raj. mein Patrakarita ka Bhishm Pitamah kise kaha jata hai?(RAS-99)
"Pd. Jhabarmal Sharma"
India k First Governor General kaun the?
Waren Hesting
*Jaliyawala Baag hatyakand ki janch k liye British Govt ne kaunsa commission banaya?
"Hunter Commission"
Suil nadi pariyojana kaha hai?
Himachal P
*Humayu ke makbare ka nirman kisne karwaya?
"Haji Begum"
'Straight from the Heart" book kis player ne likhi hai?
"Kapil Dev"
*Rome ka pratham shashak kaun tha?(RAS95)
"Numitor"
USSR kaunse year mein Russia bana?(RAS03)
"1991"
Ajrakh Print k liye prasidh hai-
"Barmer"
*Madhyakalin Raj. ke kis shasak ko Abhinav Bhartacharya kaha jata hai?
"Maharana Kumbha"
Brazil ne sabhi 19 World Cup Football mein bhag liya hai.
*Bhumadhya Rekha (Equator) par sthit desh kaunse hai? (UPPSC10)
"Colombia, Brazil, Equador"
Frank Worrel Trophy kis khel se related hai?
"Cricket"
*World ki sabse badi Taja Pani ki jheel kaunsi hai?(RAS-93)
"Lake Superior"
Kaila Devi ka Mela kahan ayojit hota hai? (RAS-98)
"Karoli"
*World ki sabse badi Taja Pani ki jheel kaunsi hai?(RAS-93)
"Lake Superior"
Kaila Devi ka Mela kahan ayojit hota hai? (RAS-98)
"Karoli"
*South Asian Association for Regional Co-operation (SAARC)Estd-1985 Capital-Kathmandu.
*Mughalon ki Darbari Bhasa "Pharasi" thi
Chittor ka Vijay Stambh "Maharana Kumbha" ne banwaya
Raj. mein Sahariya Janjati ka niwas "Baran" mein ha
*Bharat ke sabse lambe samay tak Chief Minister kaun rahe?
"Jyoti Basu (West Bengal)"
Sanvidhan ka kaunsa bhag Chunawon se related hai?
"Bhag-XV"
*1-Kapas utpadan mein bharat ka kaunsa sthan hai?
"Third"
2-Rovers Cup kis khel se related hai?
"Football"
*India ki sabse badi Antardesiya Lavania ardrabhoomi kis state mein hai (IAS-09)?
"Rajasthan"
*Bajra utpadan mein Rajasthan ka desh mein kaunsa sthan hai?
"First"
*Mewar Prajamandal ke sansthapak kaun hai?
"Manikya Lal Verma"
Raj. mein Tyre&Tube ka sabse bada karkhana(JK Tyre) kahan hai?
"Kankroli(Rajsamand)
*One Day Cricket mein double century lagane wale first batsman?
"Sachin Tendulkar"
South Pole pe pahunchne wali first indian woman?
"Rina Kaushal"
*Delhi ki saltnat ke Tuglak Vansh ka last shashak kaun tha?
"Nasiruddin Mahmud"
Golden Globe Award jitne wale first indian kaun hai?
"A.R.Rahman"